Roman script

o julmi naina roye ja 

tu piya ki yaad mein

o julmi naina roye ja 

tu piya ki yaad mein

o julmi naina roye ja 

tu piya ki yaad mein

kya jaane wo kya jaadu kar gaye

kya jaane wo kya jaadu kar gaye

kya jaane wo kyu dil mein janch gaye

kya jaane wo kyu dil mein janch gaye

o mere naina dub gayi teri barsat mein

roye ja tu piya ki yaad mein

o mere naina dub gayi teri barsat mein

roye ja tu piya ki yaad mein

jiddi man har jid nahi mane

jiddi man har jid nahi mane

preet sahi par reet na jaane

haye mere naina jakhami dil ho gaya

samjhi baad mein

roye ja tu piya ki yad mein

o more naina

roye ja tu piya ki yaad mein

Explore this song