Roman script

ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana

ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana

ho mera rang hai kamal ho mera kya kehna

ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana

ho tera rang hai kamal ho tera kya kehna

aankho se nasha chalkati hai mere hosh udati hai

aankho se nasha chalkati hai mere hosh udati hai

tu pyar ki aag lagata hai diwana mujhe banata hai

chandi jaisa rang tera sone jaisa ang tera

tera roop hai malamal ho mera kya kehna

ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana

ho tera rang ha kamal ho tera kya kehna

tu mast ghata mai neel gagan 

tu khusbu hai mai sok pawan

tu mast ghata mai neel gagan 

tu khusbu hai mai sok pawan

palko me tumhare khwab sajan

dil pe rahe meri dhadkan 

chand se chehre pe julfo ka pehra hai 

tu shayar ka khyal o tera kya kehna

gore rang ka jamana kabhi hoga na purana

mera rang ha kamal ho tera kya kehna

ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana

ho tera rang hai kamal ho tera kya kehna

ho tera kya kehna ho tera kya kehna

Explore this song