Roman script

o saanware o saanware

o saanware o saanware sajan re

dekha nahi socha nahi

dekha nahi socha nahi

dil ne duniya ki taraf dekha nahi

dekha nahi

tum ko chaha tum ko chaha

tum ko chaha aur kuch socha nahi

socha nahi

khwab to kab ke tumhare ho chuke

khwab to kab ke tumhare ho chuke

ek dil tha ek dil tha

ek dil tha wo bhi ab mera nahi

mera nahi

o saanware o saanware

o saanware o saanware sajan re

baantte phirte ho phirte ho

baantte phirte ho

baantte phirte ho sab ko zindagi

kya mera tumse tumse

kya mera tumse koi rishta nahi

rishta nahi rishta nahi

o saanware o saanware

o saanware o saanware sajan re

tumne aakhir subah se kya kah diya hain

kya kah diya saanware saanware

tumne aakhir subah se kya kah diya

tumne aakhir subah se kya kah diya

aaj suraj sharam se

aaj suraj sharam se nikla nahi

nikla nahi nikla nahi

o saanware o saanware

o saanware o saanware sajan re

dil ne duniya ki taraf dekha nahi

dekha nahi

tum ko chaha tum ko chaha

tum ko chaha aur kuch socha nahi

socha nahi socha nahi

dekha nahi socha nahi

dekha nahi socha nahi

saanware saanware saanware

Explore this song