Roman script

o sardar subhanallah o sarkar mashaallah 
o sardar subhanallah o sarkar mashaallah 
le lo ji najrana laai hun dil 
ye jawani rasgulla ye jawani rasgulla 
o sardar subhanallah o sarkar mashaallah 
le lo ji najrana laai hun dil 
ye jawani rasgulla ye jawani rasgulla 
aaya pyar ka rangi mousam 
khul ke maje le noudil tu hamdam 
aaya pyar ka rangi mousam 
khul ke maje le noudil tu hamdam 
mast  jwani hay phir se na aani 
mast  jwani hay phir se na aani 
sine se lag ja valla 
o sardar subhanallah o sarkar mashaallah 
le lo ji najrana laai hun dil 
ye jawani rasgulla ye jawani rasgulla 
dil ko na roko aur na toko 
aao jawani ke phool chun lo 
dil ko na roko aur na toko 
aao jawani ke phool chun lo 
jaan dena hai tujhko baki 
jaan dena hai tujhko baki 
dil to tera kho gaya 
o sardar subhanallah o sarkar mashaallah 
le lo ji najrana laai hun dil 
ye jawani rasgulla ye jawani rasgulla

Song details

Song video

Watch on YouTube