Roman script

o sanam tere liye jage hai rat rat bhar

kabhi is karwat kabhi us karwat

o kabhi o kabhi tham liya dil kabhi thama jigar

kabhi is karwat kabhi us karwat

o sanam o sanam tere liye jage hai rat rat bhar

kabhi is karwat kabhi us karwat

rat bhar hamko aati hai angdayiya

sone deti kaha hai ye tanhaiya

rat bhar hamko aati hai angdayiya

sone deti kaha hai ye tanhaiya ye tanhaiya pahlu badle hai

pahlu badle hai kya kya tujhe kya khabar

kabhi is karwat kabhi us karwat

o sanam o sanam tere liye jage hai rat rat bhar

kabhi is karwat kabhi us karwat

dur se aaye hai kuch irada kiye

kya kahe hum hai kya kya tamanna liye

dur se aaye hai kuch irada kiye

kya kahe hum hai kya kya tamanna liye

tamanna liye yu na tadpa yu na tadpa hame ab tu jane jigar

kabhi is karwat kabhi us karwat

o sanam o sanam tere liye jage hai rat rat bhar

kabhi is karwat kabhi us karwat

hum bhi aankho se dil me utaar jayenge

karne aaye hai jo hum wo kar jayenge

hum bhi aankho se dil me utaar jayenge

karne aaye hai jo hum wo kar jayenge

wo kar jayenge tum bhi machloge

tum bhi machloge yu ek din dil tham kar

kabhi is karwat kabhi us karwat

o sanam o sanam tere liye jage hai rat rat bhar

kabhi is karwat kabhi us karwat

Explore this song