Roman script

o raja 

o saiya main saiya main aayi ghar chhod ke 

laaj ke pahre sab tod ke o saiya

ha ha ha bhagake le chal sabse bachake le chal 

dono rahenge dil jod ke o saiya

o.. dil ka ishara dil ka ishara dil pa gaya

tune pukara le main aa gaya o gori 

kismat se bhi takarayibe, tujhko sang leke jayibe

tufano ke bhi rukh modke ho gori

ek pag dhara na jaye ab to chala na jaye

godi me humko uthayi le

ek pag dhara na jaye ab to chala na jaye

godi me humko uthayi le

thodi si rah gayi duri hogi tamanna puri

mann ko zara tu samjhayile

saachi ho jo dil ki lagan, hoke rahega apna milan

ho jag bairi tera hua jag bairi mera hua

chal bairi jag ko tu chhod ke ho saiya

o.. dil ka ishara dil ka ishara dil pa gaya

tune pukara le main aa gaya o gori

duniya me sabse pyara lagta hai rab se pyara

ik mujhko didaar tera

duniya me sabse pyara lagta hai rab se pyara

ik mujhko didaar tera

main bhi to khichti aau roku to ruk na pau

khiche mujhe pyar tera

logo ko pyar na mila kabhi, isi liye pyar se jalte sabhi

ho jalte hai jalne wale, chalte hai chalne wale

duniya ke dastur tod ke ho gori

o saiya main saiya main aayi ghar chhod ke 

laaj ke pahre sab tod ke o saiya

ha ha ha bhagake le chal sabse bachake le chal 

dono rahenge dil jod ke o saiya

o.. dil ka ishara dil ka ishara dil pa gaya

tune pukara le main aa gaya o gori 

kismat se bhi takarayibe, tujhko sang leke jayibe

tufano ke bhi rukh modke ho gori

Explore this song