Roman script

allah mujhe dard ke kaabil bana diya

toofan ko hi kashti ka sahil bana diya

bechainiyan samet ke saare jahan ki

jab kuch na ban sakaa toh mera dil ️ bana diya

o sathi tere bina raahi ko raah dikhe na 

o saathi tere bina saahil dhuan dhuan 

aankhen moonde to jane kise dhoonde

ki soya jaaye naa ki soya jaye naa

kisey dhoondhe ye khwahishon ki boondein

ki soya jaaye na ki soya jaaye na

mano nindiya piroya jaaye na

mano nindiya piroya jaaye na

allah mujhe dard ke kabil bana diya

toofan ko hi kashti ka sahil bana diya

bechainiyan samet ke sare jahan ki

jab kuch na ban saka to mera dil ️ bana diya

o sathi tere bina rahi ko raah dikhe na

o sathi tere bina sahil dhuan dhuan

Explore this song