Roman script
mere maula o re rangreza rooh ne arzi lagayi hai sahi kadam chala maula mann ko ainth ke baati kar tera charaag jala maula rangreza mushkil kusha o re noor-e-khuda o re rangreza kaarigar kismat ke ye bigdi bana de tu itne sajdo ki hai keemat ye bata de tu purza purza zindagi ka dekh bigda hai kis jagah, mai sar jhukaaun dar dikhade tu mushkil kusha o re noor-e-khuda o re rangreza maathe pe har ek bigdi baat likhdi hai maathe pe har ek bigdi baat likhdi hai yeh duaa bhi arziyon ke saath likhdi hai honsle ki iss patang ko taav tu de de bin paron ke aasmaan ye chhune nikli hai mushkil kusha o re noor-e-khuda o re rangreza rooh ne arzi lagaayi hai sahi kadam chala maula mann ko ainth ke baati kar tera charaag jala maula mai hoon maati jag bazaar tu kumhaar hai, maula main hoon maati jag bazaar tu kumhaar hai meri keemat kya lage sab teri marzi hai subah maathe tu zara sa noor bas mal de toh savar jaaye ye kismat itni arzi hai mushkil kusha o re noor-e-khuda o re rangreza mere maula o rangreza
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Singer: Murtuza Mustafa
- Singer: Qadir Mustafa
- Film / album: Jolly Llb 2 (2017)
- Composer: Vishal Khurana
- Lyricist: Junaid Wasi
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Annu Kapoor
- Actor: Arshad Warsi
- Actor: Dinesh Nag
- Actor: Huma Qureshi
- Actor: Inaamulhaq
- Actor: Manav Kaul
- Actor: Sanjay Mishra
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Sayani Gupta
- Actor: Sushil Pandey
singer: Sukhwinder Singh, Murtuza Mustafa, Qadir Mustafa