Roman script

door jabse main hoon tab se meri saansein tham se gayi hain

o re jaan tu door jaa na tujhe dil ka hai waasta

o re jaan tu door jaana hai ye pyaar ka raasta

bas mujhko ye bata de door reh kar na sazaa de

tere honthon ki zameen ko aa bhiga doon iss tarah se

door jabse main hoon tab se meri pyaas badh gayi hai

o re jaana tu door jaana na tujhe dil ka hai waasta

o re jaana tu door jaana na hai ye pyaar ka raasta

chhedo na mujhe tum door se yun ab

judne do ye saaye tere hi liye hai khudko sameta

tujhse kahaan jaayein door jabse main hoon

tab se meri saansein tham se gayi hain

o re jaan tu door jaa na tujhe dil ka hai waasta

o re jaan tu door jaana hai ye pyaar ka raasta

dekho na mujhe tum mil hi gayi ab phir na bichhad jaana

chaahe kuch bhi kyun na ho magar tum yun hi yahin rehna

door jabse main hoon tab se meri pyaas badh gayi hai

o re jaana tu door jaana na

tujhe dil ka hai waasta o re jaana tu door jaana na

hai ye pyaar ka raasta aankhon ne meri jo chhuaa hai tujhko

huaa hai kuch to bhalaa

iss jism ko hai teri hi zaroorat chhod de saari hayaa

door jabse main hoon tab se meri pyaas badh gayi hai

o re jaana tu door jaana na tujhe dil ka hai waasta

o re jaana tu door jaana na hai ye pyaar ka raasta

Explore this song