Roman script

o rasiya re rasiya 
tune kaahe ko naina milaye 
jo raste mein do din ka rasiya 
kyun paas bula ke dur kiya haye dur kiya 
kyun paas bula ke dur kiya haye dur kiya 
kyun jine se majbur kiya majbur kiya 
kyun preet ke geet sunaye
jo raste mein do din ka rasiya 
o rasiya re rasiya 
ye preet chalan ki reet nahi hayee reet nahi 
hum aur kahi tum aur kahi tum aur kahi 
kyun naino ke bich samaye
jo raste mein do din ka rasiya 
kyun birhan ko bisraye diya 
bisraye diya 
kyun birhan ko bisraye diya 
bisraye diya 
kyun jalata deep bujhayee diya 
han bujhayee diya 
kyun sote nind jagaye 
jo raste mein do din ka rasiya 
ho rasiya

Song details

Song video

Watch on YouTube