Roman script

o raama ho ho, o raama ho ho

man me lagan jagaayi

tan me agan lagaayi, phir de di judaayi 

tum dost ho ya dusman raam ji

tum dost ho ya dusman raam ji

man me lagan jagaayi

tan me agan lagaayi, phir de di judaayi 

tum dost ho ya dusman raam ji

tum dost ho ya dusman raam ji

ho raama ho ho, ho raama ho

apana koyi bankar, phir paraaya ho gaya

kal jo humsafar tha, aaj saaya ho gaya

apana koyi bankar, phir paraaya ho gaya

kal jo humsafar tha, aaj saaya ho gaya

o raama ho ho, o raama ho

kya ye reet chalaayi, khilti bagiya mitaayi

kyun na du main duhaayi

tum dost ho ya dusman raam ji

tum dost ho ya dusman raan ji 

maange bina tumane 

mujhe sab kuchh de diya

joda inse man to, tumne sab kuchh le liya

maange bina tumane 

mujhe sab kuchh de diya

joda inse man to, tumne sab kuchh le liya

o raama ho ho, o raama ho

jo khushi thi paraayi, mere hisse kyun aayi

kaisi teri khudaayi

tum dost ho ya dusman raam ji 

tum dost ho ya dusman raam ji

man me lagan jagaayi

tan me agan lagaayi, phir de di judaayi 

tum dost ho ya dusman raam ji

tum dost ho ya dusman raam ji

o raama ho ho, o raama ho ho 

o raama ho ho, o raama ho ho 

o raama ho ho, o raama ho ho

Explore this song