Roman script

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

tu khush rahe jaha bhi rahe ye mere dil ki dua 

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

tu khush rahe jaha bhi rahe ye mere dil ki dua

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

tum ko mil gaya saathi pyaar ka

hamse chhin gaya daaman yaar ka

tum ko mil gaya saathi pyaar ka

hamse chhin gaya daaman yaar ka

kahna bahut hai lekin ghadiya aaj hai kam

teri har baat vo pahali mulaakaat 

hamko rulaayegi tere baad

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

milna bichhadna uske haath hai

banana savarna kismat ki baat hai

milna bichhadna uske haath hai

banana savarna kismat ki baat hai

kathputali hai ham saare  kar le tu yaki

dilavaale kabhi maane nahi haar 

kar le tu bharosa mere yaar

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

apne dil ki baat kah di sabhi ne

mere dil ki baat na jaani kisi ne

apne dil ki baat kah di sabhi ne

mere dil ki baat na jaani kisi ne

tum kya hamaare ho ye koi jaane naa

bite huye pal, vo hansta hua kal 

kaise bhul paayege bhala

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

tu khush rahe jahaa bhi rahe ye mere dil ki duaa 

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

o priya o priya priya tumsa nahi koi priya

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song