Roman script

o priya suno priya 

suno priya suno priya

arjun

o priya suno priya 

mere naino me raho priya

o priya suno priya 

mere naino me raho priya

sapne jo dekhe hai maine

tum bhi to dekho priya

o priya o priya suno priya 

mere naino me raho priya

sapne jo dekhe hai maine

tum bhi to dekho priya

o priya o priya suno priya 

bahti huyi hawaye kahti hai 

hum bhi gaaye

pyar ke jo geet hai

bahta nadi ka pani

kahta hai ye kahani

janmo ke hum meet hai 

o priya suno priya 

jab bhi janmu ye ho priya

jaaukisi disha me

pau tumhi ko priya

o priya o priya suno priya 

kitna madhur hai jiwan

kitna samay hai pawan

khoye hai hum chah me

kitni hai shant ghadiya

kitni kuwari kaliya

khil rahi hai raag me haye

o priya suno priya

chahe koi rut bhi ho priya

mahki rahe prem ki kaliya

aur tum bhi mahko priya

o priya o priya suno priya 

mere naino me raho priya

sapne jo dekhe hai maine

tum bhi to dekho priya

o priya o priya suno priya

Explore this song