Roman script

o priya priya, kyu bhula diya

bewafa ya berahem, kya kahu tujhe sanam

tune dil toda hai, bhul kya huyi ye bata ja

o piya piya, main teri priya

aasuo ko pi gayi, jane kaise ji gayi

kya hai meri majburi, kaise main batau huwa kya

o priya priya, kyu bhula diya

tu bewafa hai jo, main jaan jata

tujhse kabhi bhi, dil na lagata

tu bewafa hai jo, main jaan jata

tujhse kabhi bhi, dil na lagata

mujhpe yakin kar, yu na iljam de

de koi saja magar, bewafa na naam de

meri dilaruba, tune ki jafa

par tujhe bhulegi na, meri wafa

o piya, piya, main teri priya

aasuo ko pi gayi, jane kaise ji gayi

kya hai meri majburi, kaise main batau huwa kya

o priya priya, kyu bhula diya

ji chahata hai, khudko jala du

maut ko apne, dil se laga lu

ji chahata hai, khud ko jala du

maut ko apne, dil se laga lu

aa ke jara dekh le, dil mera chir ke

rang milenge tujhe, teri tasawir ke

mere sathiya, tera ho bhala

yahi mere tute huye, dil ki sada

o piya, piya, main teri priya

aasuo ko pi gayi, jane kaise ji gayi

kya hai meri majburi, kaise main batau huwa kya

o priya priya o piya piya

o priya priya o piya piya

Explore this song