Roman script

o priya, o priya

jaane kaisa bheega bheega bheega hai 

sama naya naya

priye bata zara, lage kyun sab naya naya 

o priya

purab ki pehli, tu mehki hawa hai

sawan ki pehli, tu chanchal ghata hai

meri kalpana ki, tu pehli hai kavita

hai sabse nirali, tu hi prem sarita

jadu kaisa dhire dhire dhire

chha raha naya naya 

priye bata zara, lage kyun sab naya naya 

o piya

jaane kaisa bheega bheega bheega hai 

sama naya naya

priye bata zara, lage kyun sab naya naya 

o piya, o priya

Explore this song