Roman script

o piya jaana na

o piya jaana na

o piya jaana na

o piya jaana na

meri raaton ki nindein udaana na

o piya jaana na

hum se tu hoke khafa

chhod ke humko na jaa

hum se tu hoke khafa

chhod ke humko na jaa

kya huyi humse khata

humko itna to bata

humko tadpana na

o piya jaana na

humko tadpana na

o piya jaana na

meri raaton ki nindein udaana na

o piya jaana na

ruk to jaa mere sanam

tujhko ulfat ki kasam

ruk to jaa mere sanam

tujhko ulfat ki kasam

dil ka daaman na chhuda

haay mar jaayenge hum

humko tarsana na

o piya jaana na

humko tarsana na

o piya jaana na

meri raaton ki nindein udaana na

o piya jaana na

pyaar ka saaz ho tum

dil ki aawaaz ho tum

pyaar ka saaz ho tum

dil ki aawaaz ho tum

husn ka naaz ho tum

ishq ka raaz ho tum

hum ko thukrana na

o piya jaana na

hum ko thukrana na

o piya jaanaa na

meri raaton ki nindein udaana na

o piya jaana na

Explore this song