Roman script

o parwane o deewane o parwane o deewane 

khabar nahi tujhko ye sabko pata hai

ke samma bewafa hai samma bewafa hai 

samma bewafa hai samma bewafa hai 

o anjane tu kya jaane

o anjane tu kya jaane

khabar nahi tujhko ye hamko pata hai

khabar nahi tujhko ye hamko pata hai

ke samma chij kya samma chij kya

samma chij kya samma chij kya 

kis kadar pyari hai ye chingari

puchh le gam se khel mat hamse

kis kadar pyari hai ye chingari

puchh le gam se khel mat hamse

kis kadar pyari hai ye chingari

puchh le gam se khel mat hamse

aaj to pani jaan mat jani

aaj to pani jaan mat jani

ishq bhola hai husn shola hai 

ishq bhola hai husn shola hai 

jo najdik aaya hai wo jal gaya hai 

samma bewafa hai samma bewafa hai 

samma bewafa hai samma bewafa hai 

raat dhalti hai samma jalti hai 

raat dhalti hai samma jalti hai 

gam ki yado mein dil ke wado mein

gam ki yado mein dil ke wado mein

puchh yaro se bekararo se

puchh yaro se bekararo se

tu sayani hai hamne mana hai 

magar kya kabhi ishq tune kiya hai

magar kya kabhi ishq tune kiya hai

samma chij kya samma chij kya

samma chij kya samma chij kya 

re sanam jhuthe ki tum bin tute

re sanam jhuthe jhuthe jhuthe ki tum bin tute

dil agar tute to kya maja yaro

dil agar tute to kya maja yaro

maut se dar yaar tauba kar yaar tauba kar

kaun kahta hai kaun kahta hai kaun kahta hai 

yahi derde dil ki dawa hai

ke samma chij kya ke samma chij kya

samma chij kya ke samma chij kya

samma bewafa hai samma chij kya

samma bewafa hai samma chij kya

Explore this song