Roman script

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

are o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai 

ke yahi bas jana hai 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai 

ke yahi bas jana hai 

kya hai tera naam pata o 

kya hai tera naam pata bhul gya hai kya rasta 

kya hai tera naam pata bhul gya hai kya rasta 

nahi nahi o nahi nahi are nahi nahi nahi 

mujhko khinch ke laai hai is mitti ki khusbu 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai 

ke yahi bas jana hai 

mana ke anjan hu mai o 

mana ke anjan hu mai sidha sa insan hu mai 

mana ke anjan hu mai sidha sa insan hu mai 

nahi nahi o nahi nahi are nahi nahi nahi 

maine teri aankho me dekha hai ek jadu 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai 

ke yahi bas jana hai 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

o pardeshi babu kaha se aaya hai tu 

kaha se aaya kaha hai jana kaha thikana hai 

ke yahi bas jana hai ke yahi bas jana hai ke yahi bas jana hai

Explore this song