Roman script

o pagal premi prem kiye kya paya

prem kiye kya paya

jiwan ka sukh chain luta kar

dil me dard basaya

dil me dard basaya

prem kiye kya paya

aashao ki phulwari me

pyar ka bij lagaya

pyar ka bij lagaya

ik din aayi fiza bag me

sara chaman jalaya

ik din aayi fiza bag me

sara chaman jalaya

man ki bagiya ujad gayi

pyara paudha murjhaya

pyara paudha murjhaya

o pagal premi prem kiye kya paya

prem kiye kya paya

madhur manohar sukh sapno ka

sundar mahal banaya

madhur manohar sukh sapno ka

sundar mahal banaya

pal me sapne chur hue

pal me sapne chur hue

aur mahal jami par aaya

mahal jami par aaya

o pagal premi prem kiye kya paya

prem kiye kya paya

Explore this song