Roman script

o mrig naini madhubaini menka 

tum ho kaha tum ho kaha kyami

hajir hu mai nath yaha hajir hu mai nath yaha

hajir hu mai nath yaha hajir hu mai nath yaha

o mrig naini madhubaini menka tum jao tum jao

meri laz aabaru ab to tumhi bacho saloni jao tum jao

ab tado shok tum sawami nath hamare

ab tado shok tum sawami nath hamare nath hamare

sab bade bade bahramchari mujhse hare mujhse hare

mai jau mai jau aur sun jau trupatdhari pi kar aau 

bhang tpaysa bhang tpaysa

o ho bairagi balma sun o ho bairagi balma sun

charno ki dasi darshan ko pyasi

bairagi balma sun o ho bairagi balma sun

ab naina kholkar dekh le ab naina kholkar

ab naina khol kar dekh dwar tere 

chhai puranmasi o ho bairagi balma sun

mai darungi galbaiya tod di mala

mai darungi galbaiya tod di mala

mai apna harday bichhau phenk mat mala

patjhad me do dal dal ki babut bhagma bhagma

prit mujhse kar le prit mujhse kar le puranudasi

prit mujhse kar le puranudasi o vanvasi o vanvasi

Explore this song