Roman script
har sant kahe,sadhu kahe,sach aur sahas hai jiske mann me ant me jit usiki rahe aaja re aaja re aaja re aaja re bhale kitne lambe ho raste ho thake naa tera ye tan ho aaja re aaja re sun le pukare dagariya rahe naa ye raste taraste ho,tu aaja re iss dharati kaa hai raja tu,ye baat jaan le tu kathinayise takra ja tu,nahi haar man le tu mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re yeh dharati apani hai,apna ambar hai re o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re dharati apani hai,apna ambar hai re,tu aaja re sun lo re mitwa,jo hai tumare mann me, wohi humare mann me jo sapana hai tumra,sapana wohi humara hai jivan me ha chale hum liye aasa ke diye nayanan me diye humari aasao ke kabhi bujh naa paye kabhi aandhiyan jo aake inako bujhaye o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re ye dharati apani hai,apna ambar hai re o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re dharati apani hai,apna ambar hai re,tu aaja re sun lo re mitwa,purwa bhi gayegi,masti bhi chhayegi milke pukaro to,phulo wali jo rut hai aayegi ha sukh bhare din,dukh ke bin layegi hum tum sajaye aao,rangon ke mele rehte ho bolo kaahe tum yun akele mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re ye dharati apani hai,apna ambar hai re o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re ye dharati apani hai,apna ambar hai re,tu aaja re har sant kahe,sadhu kahe,sach aur sahas hai jiske mann me ant me jit usiki rahe o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re ye dharati apani hai,apna ambar hai re o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re ye dharati apani hai,apna ambar hai re o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re yeh dharati apani hai,apna ambar hai re o mitwa,sun mitwa,tujhko kya darr hai re ye dharati apani hai,apna ambar hai re tu aaja re,tu aaja re,tu aaja re tu aaja re lyrics typed by : ruchita parab.
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Lagaan (2001)
- Composer: A R Rahman
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Aamir Khan
- Actor: Gracy Singh
- Actor: Rachel Shelly
- Actor: Paul Blackthorne
- Actor: Suhasini Mulay
- Actor: Raghuveer Yadav
- Actor: Daya Shanker Pandey
- Actor: Rajesh Vivek
- Actor: A K Hangal
- Actor: Raj Zutshi
- Actor: Javed Khan
- Actor: Akhilendra Mishra
- Actor: Rajendra Gupta
- Actor: Yashpal Sharma
- Actor: Aditya Lakhia
- Actor: Raja Awasthi
- Actor: Amin Gazi
- Actor: Anupam Shyam
- Actor: Srivallabh Vyas
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Amin Hajee
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Bhim Vakani
- Actor: Anu Ansari
- Actor: Chris England
- Actor: Howard Lee
- Actor: Pradeep Rawat
- Actor: John Rowe
- Actor: David Gant
- Actor: Jeremy Child
- Actor: Ben Nealon
- Actor: Parveen Bano
- Actor: Simon Holmes
- Actor: Ray Eves
- Actor: Jon House
Song video
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
actor: Aamir Khan, Gracy Singh