Roman script

oo meri janeja zara pas to mere ana
mai tera dilbar tera diwana
ja re ja chalta ban kisi aur ko bahkana
aya bada bankar mera diwana oo ho
oo meri janeja zara pas to mere ana
mai tera dilbar tera diwana oo ho
ja re ja chalta ban kisi aur ko bahkana
aya bada bankar mera diwana
ruthe ruthe hotho se muska to de 
gori gori baho ko faila to de na na
bikhri bikhri julfo ko lahrane de 
jhumti rukh par aur nasha chha jane de chal hat 
paraya hai diwane mai na yu muskaugi 
teri jadu bhari bato me na mai aungi 
ja re ja chalta ban kisi aur ko bahkana
aya bada bankar mera diwana
oo meri janeja zara pas to mere ana
mai tera dilbar tera diwana
bat teri chand aur taro me feli hai
a samne tere chandani meli meli hai 
oo ho rat jawa kuch aur hansi ho jayegi 
bholi dulhaniya manke jo sharmayegi chal hat
rat din ko samjhta hai tu bada syana hai 
sharad aho me jalta hai bada parwana hai
oo ho ja re ja chalta ban kisi aur ko bahkana
aya bada bankar mera diwana
oo meri janeja zara pas to mere ana
mai tera dilbar ja ja ja mai tera dilbar
chal chal chal mai tera dilbar tera diwana

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar