Roman script

o ho ho 

o meri jaan, bol meri jaan

are o meri jaan, are bol meri jaan

teri aankho ne jaane kya jaadu kiya

main bhi gaya mera dil bhi gaya 

o meri jaan, bol meri jaa

are o meri jaan, are bol meri jaa

tu nindo me sapno me piro gaya 

us din se mujhe kuch ho gaya

o meri jaan, bol meri jaan

are o meri jaan, are bol meri jaan

teri aankho ne jaane kya jaadu kiya

main bhi gaya mera dil bhi gaya 

pyar jo kiya hain to bhulana na mujhe 

chhod  jana na mujhe tadpana na mujhe 

na chhod na mujhe, tadpana mujhe 

pyar jo kiya hain to bhulana na mujhe 

chhod  jana na mujhe tadpana na mujhe 

mere pyar ko hain tera aasra 

aabad tujhse hain mera jahan 

o meri jaan, are bol meri jaan

o meri jaan, o bol meri jaan

tu nindo me sapno me piro gaya 

us din se mujhe kuch ho gaya

har ghadi mujhe ab yahi kaam hai

teri yaad hain ya tera naam hain 

ya teri yaad hain ya tera naam hain 

har ghadi mujhe ab yahi kaam hai

teri yaad hain ya tera naam hain 

tere milne se dhadkan ne angdaayi li

dil ki tamanna huyi hain jawan

o meri jaan, bol meri jaan

are o meri jaan, are bol meri jaan

teri aankho ne jaane kya jaadu kiya

main bhi gaya mera dil bhi gaya 

khul gaye zindagi ke naye raaste

tu mere waaste main tere waaste

tu mere waaste main tere waaste

khul gaye zindagi ke naye raaste

tu mere waaste main tere waaste

ai muhabbat ke malik tera shukriya

samjho agar mere dil ki zuban 

o meri jaan, are bol meri jaan

o meri jaan, are bol meri jaan

tu nindo me sapno me piro gaya 

teri aankho ne jaane kya jaadu kiya

main bhi gaya mera dil bhi gaya

Explore this song