Roman script

o mere saiyaan raat suhaani aayi 

ghata mastiyo ki chhayi 

pee pee papiha gaaye 

o mere saiyaan raat suhaani aayi 

ghata mastiyo ki chhayi 

pee pee papiha gaye 

dil bekraar hai aankhon mein pyar hai 

tera intzaar hai 

dil bekraar hai aankhon mein pyar hai 

tera intzaar hai 

o mere sajan raat ki rani aayi

roop jawaani aayi prem ke deep jalaaye 

kyu mast ghata layi hai paigaam jawaani 

kyu mast ghata layi hai paigaam jawaani

ek tera fasaana hai ek meri kahaani 

ek tera fasaana hai ek meri kahaani 

ban jaye teri yaad mohabbat ki nisaani 

ban jaye teri yaad mohabbat ki nisaani 

o mere sajan utathi jawaani aayi 

nayi zindgani layi 

koo koo koyaliyaa gaaye 

mausam pe naya rang umango ki hawaa hai 

ek meri nagaah hai sajan ek teri adaa hai

mausam pe naya rang umango ki hawaa hai 

ek meri nagaah hai sajan ek teri adaa hai 

ye zard nahi meri mohabbat ki sadaa hai 

mohabbat ki sadaa hai

dil taar taar hai 

fir bhi khumaar hai tera hi pyar hai 

o mere sajan dil me ramaani aayi 

lab pe kahaani aayi 

fir bhi kahaa nahi jaaye 

o mere saiyaan raat suhaani aayi 

ghata mastiyo ki chhayi 

pee pee papiha gaaye

Explore this song