Roman script

o mere dil ke chain 
o mere dil ke chain 
chain aaye mere dil ko dua kijiye 
o mere dil ke chain 
chain aaye mere dil ko dua kijiye 
apna hi saaya dekh ke tum 
jaane jaha sharma gaye 
ab to ye pehli manzil hai 
tum to abhi se ghabra gaye 
mera kya hoga socho to zara 
haaye aise na aahe bhara kijiye 
o mere dil ke chain 
chain aaye mere dil ko dua kijiye 
apka aarma apka naam 
mera tarana aur nahi 
in jhukti palko ke siva 
dil ka thikana aur nahi 
jachta hi nahi aankho me koi 
dil tumko hi chahe to kya kijiye 
o mere dil ke chain 
chain aaye mere dil ko dua kijiye 
yun to akela hi aksar 
girke sambhl sakta hun mai 
tum jo pakd lo hath mera 
duniya badal sakta hun mai 
manga hai tumhe duniya ke liye 
ab khud hi sanam feasala kijiye 
o mere dil ke chain 
chain aaye mere dil ko dua kijiye

Song details

Song video

Watch on YouTube