Roman script

o mere daddy o mere daddy ye kab hua tha kaise hua tha bhala

hoye mummy ko tumne kaise pataya ye to batado jara

ho tumko bata du bat ye kaise dil ka hai ye mamla

o mere daddy ye kab hua tha kaise hua tha bhala

hoye mummy ko tumne kaise pataya tha ye to batado jara

ho tumko bata du bat ye kaise dil ka hai ye mamla bachu

o mere daddy ye kab hua tha kaise hua tha bhala

kuch to kaho dil ka hal pucho na aise sawal

koi ishara karo chup se gujara 

karo kaise hui thi mulakat mulakat

us din hui thi barsat are bato me 

teri mai aa gaya kya chalak hai tu bada

o mere daddy ye kab hua tha kaise hua tha bhala

hoye mummy ko tumne kaise pataya ye to batado jara

ho tumko bata du bat ye kaise dil ka hai ye mamla

o mere daddy ye kab hua tha kaise hua tha bhala

hum bhi kabhi the jawa chedo to wo dasta

tum se ye sab kyu kahu kya mai koi gair hu

pahli najar ka tha pyar daddy please please thoda karo intzar

kagaj pe likhlu mai ye fasana mere bhi kam ayega

kaise hua tha milan are mat puch bhai karne pade so jatan

pahli purani koi bat picture gaye the hum sath

kya tha us picture ka nam nam tha joru ka gulam

are teri mummy meri joru bani mai ban gaya uska gulam

Explore this song