Roman script

o mera dil tha akela tune khel aisa khela

teri yaad me jaagu raat bhar

baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar

baazigar main baazigar dilwalo ka main dilbar

o dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai

dil ki baazi jita dil haar kar

chupke se aankho ke raste tu mere dil me samaya

chahat ka jaadu jaga ke mujhko deewana banaya

pehli nazar me bani hai tu mere sapno ki rani

yaad rakhegi ye duniya apni wafa ki kahani

o mera chain churake meri ninde udake

kho na jaana kisi mod par

baazigar main baazigar dilwalo ka main dilbar

baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar

o dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai

dil ki baazi jita dil haar kar

baazigar o baazigar baazigar main baazigar

dhak dhak dhadakta hai ye dil bolo na kya keh raha hai

paas aao bata du na baba dar lag raha hai

mujhko galat na samajhna main nahi pagal aavara

dil ki deewaro pe maine naam likha hai tumhara

o tere pyaar pe kurbaan mera dil meri jaan

tujhe lag jaaye meri umar

baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar

baazigar main baazigar dilwalo ka main dilbar

o mera dil tha akela tune khel aisa khela

teri yaad me jaagu raat bhar

baazigar o baazigar baazigar main baazigar

baazigar o baazigar baazigar main baazigar

Explore this song