Roman script

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali 

dekh dekh dekh dekh mujh se na sharmaa

ek ek ek mai hun bhavraa

aur tu kali

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali 

dekh dekh dekh dekh mujh se na sharmaa

ek ek ek mai hun bhavraa

aur tu kali

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali 

hotho pe leke teraa naam

aai hai rang bhari shaam

phulo ke chhalke hai jaam

bhavaro ne dil liye thaam

aise me, he he ho e he ho

aise me, tod ke prem ki dori

chakori, o gori, tu kahaan chali 

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali 

duniyaa se nahi darenge

kab tak hum aahe bharenge

aajaa do baate karege

chhup ke mulaaqaate karege

ye sach hai e he o o e he o o

ye sach hai mai hun ek divaanaa

ye maanaa, na jaanaa, tu kahaan chali 

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali 

rut aisi aai hui hai

badli bhi chhaai hui hai

tu kyo ghabaraai  hui hai

mujhse sharmaai hui hai

pyaar me e he o o e he o o

pyaar me yaar se aankh churaake

satake, jalake tu kahaan chali

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali 

dekh dekh dekh dekh mujh se na sharmaa

ek ek ek mai hun bhavraa

aur tu kali

o manachali kahaan chali, o manachali kahaan chali

Explore this song