Roman script

o kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka 

khat me saja ke phul ham pyaar kaa 

lafzo me likh denge apna ye haal-e-dil 

dekhege kya jawab aata hai phir yaar ka

kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka 

khat me saja ke phul ham pyaar ka 

lafzo me likh denge apna ye haal-e-dil 

dekhege kya jawab aata hai phir yaar ka

kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka 

khat me saja ke phul ham pyaar ka

dil kaa divaanapan kahta hai ye sajan 

qadmo me aapke luta du apni jaan 

jaan hamaari ho jaan se bhi pyaari ho 

aapke pyaar ki to dil me hai jagah 

dil me hi basa ke rakhna tum sada 

ham to na chhod ege ye saath kabhi dildaar ka 

kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka 

khat me saja ke phul ham pyaar kaa 

lafzo me likh denge apna ye haal-e-dil 

dekhege kya jawab aata hai phir yaar ka

kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka

khat me saja ke phul ham pyaar ka

chanda saa chehara jab yaad aata hai jab 

din me bhi chha jaata hai raat kaa samaan

raate behaal hai sona muhaal hai 

aankho me aap hai ji ninde hai kahaan 

meri bhi nigaaho kaa ab sun le savaal 

puchhati hai kab aayega phir mauqa tere didaar ka

kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka 

khat me saja ke phul ham pyaar ka 

lafzo me likh denge apna ye haal-e-dil 

dekhege kya jawab aata hai phir yaar ka

kissa ham likhege dil-e-beqaraar ka 

khat me saja ke phul ham pyaar ka

Explore this song