Roman script

o kata babulwa ka chubh gayo

lahu se pav mera rang gayo o balma

ho balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi

ho balma hath pakad mar gayi

o kata babulwa ka chubh gayo

lahu se pav mera rang gayo

chain na aaye dard ke mare

chain na aaye dard ke mare

tadpu deepak ki lau jaise

ek rang aaye ek rang jaye

chand gahan me ab ho jaise

chand gahan me ab ho jaise balma

ho balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi

ho balma hath pakad mar gayi

o kata babulwa ka chubh gayo

lahu se pav mera rang gayo

sab dushman hai is yowan ke

sab dushman hai is yowan ke

kya kate kya phul kya bhawra

tan ki agni man ko fuke

kya gajra kya kala kajra

kya gajra kya kala kajra balma ha

o balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi

o balma hath pakad mar gayi mar gayi re

o kata babulwa ka chubh gayo

lahu se pav mera rang gayo

lagi bairan haye pawan ki

lagi bairan haye pawan ki

lakh sambhala aanchal dhalka

dil se thandi aahe nikli

naino se kuch sagar chalka

naino se kuch sagar chalka

o balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi

o balma hath pakad mar gayi mar gayi re

Explore this song