Roman script

zindagi ka aaj ye pagam hai

zindagi zindadili ka nam hai

wo jiya kya jiya, maza na jisne kiya

wo jiya kya jiya, maza na jisne kiya

husan hai jam hai, mast ye sham hai

jo na samjha gaya

wo jiya kya jiya, maza na jisne kiya

husan hai jam hai, mast ye sham hai

jo na samjha gaya

sochata hai tu kya, do pal ki hai mastiya

hai yahi pal tera, kal ka kisko pata

sochata hai tu kya, do pal ki hai mastiya

hai yahi pal tera, kal ka kisko pata

husan ka war hai aar ya par hai

jo na samjha gaya

wo jiya kya jiya, maza na jisne kiya

jam rangin hai, sham rangin hai

nazaro se mahkasi kam sangin hai

jam rangin hai, sham rangin hai

nazaro se mahkasi kam sangin hai

jam le jhum ja, zindagi hai nasha

jo na samjha gaya

wo jiya kya jiya, maza na jisne kiya

wo jiya kya jiya, maza na jisne kiya

husan hai jam hai, mast ye sham hai

jo na samjha gaya

Explore this song