Roman script

o zindari bujhi o yaar sajan

kabhi mod muhar aur aa watan

o zindari bujhi o yaar sajan

kabhi mod muhar aur aa watan

o zindari 

rohi ki ajab bahaar hai

rohi ki ajab bahaar hai

jahan mujh kamli ka yaar hai

waha aashiq uske hazaar hain

aur mai numadi hu ae watan

o zindari bujhi o yaar

kahin dur jaaye basa hai jo

kahin dur jaaye basa hai jo

mere mann me jiski chhavi hai

wo na jalaaye tan, sulgaaye jo

kaise mitegi ye agan

ho zindari 

rohi ke peer farid ki

rohi ke peer farid ki

bas chaah hai ek did ki

mujhe aas hai us eid ki

jo milaaye bichhda huwa sajan

ho zindari bujhi o yaar sajan

kabhi mod muhar aur aa watan

ho zindari

Explore this song