Roman script

o janeman janeja ja rahe ho kahan

janeman janeja ja rahe ho kahan

husn ka sath hai aisi kya baat hai

jo nahi hai yaha

janeman janeja ja rahe ho kahan

nind aaye to julfo ka saya karu

jaagna ho to khabo me aaya karu

nind aaye to julfo ka saya karu

jaagna ho to khabo me aaya karu

jo hukum do meharba ha ha

janeman janeja ja rahe ho kahan

janeman janeja ja rahe ho kahan

koi dil me hai agar andhera kiye

ye hasina jalaye najar ke diye

koi dil me hai agar andhera kiye

ye hasina jalaye najar ke diye

to roshni ho waha ho ho

janeman janeja ja rahe ho kahan

janeman janeja ja rahe ho kahan

ruthe naina ghata chhayi farmaiye

hai khushi ki jarurat ke gham chahiye

ruthe naina ghata chhayi farmaiye

hai khushi ki jarurat ke gham chahiye

lo badal do sama ho ho

janeman janeja ja rahe ho kahan

janeman janeja ja rahe ho kahan

husn ka sath hai aisi kya baat hai

jo nahi hai yaha

janeman janeja ja rahe ho kahan

Explore this song