Roman script

o o jane jaa ek mudat ke bad

yaha aa to gaye  ho magar

kaho ji itne din tum rahe kaha

o o jane jaa ek mudat ke bad

yaha aa to gaye  ho magar

kaho ji itne din tum rahe kaha o o jane jaa

kuch milne ki khushi bhi hai 

oho kuch na milne ka gam

dekh rahe the kabse pyare rah

tumhari hum aaj tumh hum

dikhlaynge apne dil ke sab arama

o o jane jaa ek mudat ke bad

yaha aa to gaye  ho magar

kaho ji itne din tum rahe kaha o o jane jaa

dekh tumh ummid hui ke milegi

ab manzil warna pyar ki raho me

thi mushkil hi mushkil kadam kadam 

par dekhe humne yaha mout ke hi sama

o o jane jaa ek mudat ke bad

yaha aa to gaye  ho magar

kaho ji itne din tum rahe kaha o o jane jaa

aaya hai to kuch keh le oho kuch sun bhi le sanam

kare ye jati rat ishare bichad 

na jaye hum or kahu kya khushi ke

mare chup hai pyar ki aaj zuba

o o jane jaa ek mudat ke bad

yaha aa to gaye ho magar

kaho ji itne din tum rahe kaha o o jane jaa

Explore this song