Roman script

o jag ke palanhaar tujhe kya ho gaya kyo so gaya 

insaan fraiyaad kya du tu so gaya 

o jag ke palanhaar tujhe kya ho gaya kyo so gaya

insaan fraiyaad 

lok laaj ke karan jab se tav jami pe aayi 

daya tere naino se chalke agni bhi sharmaayi 

phul bani muskai 

aaj kaha wo rut tumhara kho gaya kho gaya 

insaan nahi fariyaad 

meera ne jab dukh sankat me tera naam liya tha 

giridhar naagar ban kar tumne darshan use diya tha 

apna use kiya tha 

aaj kaha wo naam tumhara kho gaya kho gaya 

insaan nahi fariyaaad 

bhari sabha me dropati ki tune laaj bachayi 

nirdosho se kaahe ab tak tujhko daya na aayi 

maalik teri judai 

aaj kaha insaan tumhara kho gaya kho gaya 

insaan kya du fraiyaad tu so gaya 

o jag ke palanhaar tujhay kya ho gaya kyo so gaya 

insaan nahi fariyaaad

Explore this song