Roman script

o hansani meri hansani, kaha ud chali

mere armano ke pankh laga ke, kaha ud chali

aaja meri saanso mai mahak raha re tera gajra

o aaja meri raato mai lahak raha re tera kajra

o aaja meri saanso mai mahak raha re tera gajra

o aaja meri raato mai lahak raha re tera kajra

o hansani meri hansani, kaha ud chali

mere armano ke pankh laga ke, kaha ud chali 

der se laharo mai kamal sambhaale huye man ka

jivan taal mai bhatak raha re tera hansa 

kaha ud chali, kaha ud chali

Explore this song