Roman script

jindagi se tej bhaagu waqt pichhe main aage chalu

kal main kuchh tha aaj kuchh hu abb kisi ke na roke ruku

jindagi se tej bhaagu waqt pichhe main aage chalu

kal main kuchh tha aaj kuchh hu abb kisi ke na roke ruku

main jo chaahu raat ko din aur 

din ko raatein main karu main karu  

o god o god  o god tussi great ho o god tussi great ho

o god tussi great ho o god tussi great ho

haatho se main badhake chhu lu aasma 

chaand taare khele mere darmiya

meri ungli thaam ke subah chale 

mere kabze mein hain ye dono jahan

kismat ki chaabi jivan ki dori dekho hai mere haath mein

jisko bhi chaahu jaise nachaau power hai meri baat mein

main saari duniya ka maalik main jo 

chaahe wo karu wo karu wo karu

o god o god o god tussi great ho o god tussi great ho

o god tussi great ho o god tussi great ho

main hu kudrat main hu taaqat to kyu di tune ye aafat

meri dharati meri jannat toh puri kar de har mannat

ho darja hamara sabse hai uncha humsa na koyi duja

are hum na hote to socho tumhari phir kaun karta puja

aa maange bina deta hai jo aisa hu antaryaami

dayaa ka tu jo sagar hai to kyun laaya phir sunaami

maana ki tune di akal hamein par dekh le kaise chalaaya hamne

are akal chala ke mujhe itna bata de 

jara kaun sa tir chalaya tumne

computer banaya maine robot banaya maine satelite banaya

are main main main main karta hai 

murakh tujhko kisne banaya maine

jaan teri meri mutthi mein tu hi 

bata tera kya karu kya karu kya karu

o god tussi great ho o god tussi great ho

o god tussi great ho o god tussi great ho

Explore this song