Roman script

o dur jane wale

o dur jane wale

wada na bhul jana

wada na bhul jana

rate hui andheri

rate hui andheri

tum chand banke aana

tum chand banke aana

o dur jane wale

apne hue paraye

apne hue paraye dushman hua zamana

apne hue paraye dushman hua zamana

tum bhi agar na aaye

tum bhi agar na aaye mera kaha thikana

ho dur jane wale

ho dur jane wale

wada na bhul jana

wada na bhul jana

ho dur jane wale

aaja kisi ki aankhe

aaja kisi ki aankhe ro ro ke kah rahi hai

aaja kisi ki aankhe ro ro ke kah rahi hai

aisa na ho ke hamko

aisa na ho ke hamko karde juda zamana

ho dur jane wale

ho dur jane wale

wada na bhul jana

wada na bhul jana

ho dur jane wale

Explore this song