Roman script

o duniya banane vale bata 

anjam hamara kya hoga

o duniya banane vale bata 

anjam hamara kya hoga

takdir khafa tadbir khafa

jine ka sahara kya hoga

o duniya banane vale bata 

anjam hamara kya hoga

o duniya banane vale bata 

hans hans ke hume koi lut gaya

hans hans ke hume koi lut gaya

kismat ka sitara tut gaya

ae falak bata barkhati ka 

ab or kinara kya hoga 

o duniya banane vale bata 

anjam hamara kya hoga

o duniya banane vale bata 

gujre huye din tadpane lage

gujre huye din tadpane lage

in aankh me aansu aane lage

in aankh me aansu aane lage

roti huyi aankho ke aage

savan ka najara kya hoga

o duniya banane vale bata 

anjam hamara kya hoga

takdir khafa tadbir khafa

jine ka sahara kya hoga

o duniya banane vale bata

Explore this song