Roman script

o duniyaa banaane waale

kyaa yahi hai duniyaa teri 

o duniyaa banaane waale

kyaa yahi hai duniyaa teri 

is duniyaa ki bhari sabhaa me 

is duniyaa ki bhari sabhaa me

lut gayi duniyaa meri 

lut gayi duniyaa meri

kyun lut gayi duniyaa meri

o duniyaa banaane waale

o duniyaa banaane waale 

kyaa yahi hai duniyaa teri

o duniyaa banaane waale

kyaa yahi hai duniyaa teri

dil me dukh honto par aahe

dil me dukh honto par aahe

sar par hai ghanaghor ghataaye 

sar par hai ghanaghor ghataaye

o chaand banaane waale

e chaand banaane waale

kyun meri raat andheri

o duniyaa banaane waale

o duniyaa banaane waale 

kyaa yahi hai duniyaa teri

o duniyaa banaane waale

kyaa yahi hai duniyaa teri

dukhiyo ke ghar aataa hai tu 

dukhiyo ke ghar aataa hai tu

dukh ki aag bujhaataa hai tu 

dukh ki aag bujhaataa hai tu

o aag bujhaane waale

kyun jal gayi nagari meri

jal gayi nagari meri

kyun jal gayi nagari meri

o duniyaa banaane waale

o duniyaa banaane waale 

kyaa yahi hai duniyaa teri

o duniyaa banaane waale

kyaa yahi hai duniyaa teri

Explore this song