Roman script

o chalo rani karo na manmani

goriya chal ke dekho na

goriya chal ke dekho na

hamare bangle ki bahaar

goriya chal ke dekho na

mai to hu dharti gagan tum babu

ankhiya man ki dekho na

hamra tumra kaisa pyar

goriya chal ke dekho na

sone ka bangla chandi ki khidki

khidki me chilman resham ki

moti ka haar kangan heere ka

ek hai kami tere gam ki

padu tori paiya pakad mori baiya

hamare bangle ki bahar

goriya chal ke dekho na

ankhiya man ki dekho na

man ka bangla nainan ki khidki

ulfat ki chilman ho to chalu

heere ka kangan tumko mubarak

prem ka bandhan ho to chalu

ulfat ka bandhan kangan nahi babu

ankhiya man ki dekho na

hamra tumra kaisa pyar

ankhiya man ki dekho na

goriya chal ke dekho na

chalne wala prem dagar ka

unch aur nich na jane re

kya hai pagal sara jamana

maane manva ek na mane re

manva ek na mane re

o chalo rani karo na manmani

goriya chal ke dekho na

mai to hu dharti gagan tum babu

ankhiya man ki dekho na

goriya chal ke dekho na

Explore this song