Roman script

tujhe apna bana ke maine

tujhe dil me basa ke maine

tujhe apna bana ke maine

tujhe dil me basa ke maine

ki hai ye bhari khata

o bewafa meri wafa ka diya kya sila

bewafa, bewafa, bewafa

kaise main tujhe samjhaaun

chaahun to bhi kah na paun

kaise main tujhe samjhaaun

chaahun to bhi kah na paun

de chaahe jo bhi saja

mere sanam teri kasam

main hun bawafa, bawafa, bawafa, bawafa

sapne dikha ke tune chhod diya raaho me

sapne dikha ke tune chhod diya raaho me

mujhko rula ke chali, gair ki baaho me

gair ki baaho me

naya nata hai joda tune

mere khwaab ko toda tune

dena na usko daga

o bewafa meri wafa ka diya kya sila

bewafa, bewafa, bewafa

tere liye khair maangu, daman faila kar

tere liye khair maangu, daman faila kar

tujhko bana de rabba, mujhko mita kar

mujhko mita kar

jiwan mera andhiyara, jiwan mera andhiyara

teri raah me ho ujiyara

mangu main bas ye dua

mere sanam teri kasam

main hun bawafa, bawafa, bawafa, bawafa

bewafa, bewafa, bewafa

bawafa, bewafa, bawafa, bewafa

Explore this song