Roman script

o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa

achchha kiya tune jo bhi kiya achchha kiya tune jo bhi kiya

o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa 

apna hai ya begaana tu itna pata toh chal gaya

jhuti wafa ka rang toh chehre se tere dhul gaya

ab dekhna hota hai kya ab dekhna hota hai kya 

o bewafa hay o bewafa o bewafa hay o bewafa

sulagi hai jo dil me mere lipategi tere tan se bhi

aage mukkadar hai tera daaman jale ya zindagi

ho o o shole ko kyu bhadka diya

shole ko kyu bhadka diya o bewafa hay o bewafa

o bewafa hay o bewafa

kab maine chaaha tha tumhe kyu dushmani par aa gaye

apne hi juhte khaab se tum aap dhokha kha gaye

o kisne tumhe dhoka diya  kisne tumhe dhokha diya

mai bewafa hu na ye bewafa mai bewafa hu na ye bewafa

saathi tujhe kisne dhokha diya saathi tujhe kisne dhokha diya

mai bewafa hu na ye bewafa  mai bewafa hu na ye bewafa

Explore this song