Roman script

o balma o balma

o balma o balma

dil tujhpe hai kurban

diwane o mastane o diwane parwane

mera husn aaj tujh pe meharban

o zindagi ki sari mauj aaj lut le

are kal ko chhod kal ki shkal dekhi hai kisne

zindagi ki sari mauj aaj lut le

are kal ko chhod kal ki shkal dekhi hai kisne

hum husn ka fasana le aaye hai nazrana

hum husn ka fasana le aaye hai nazrana

aa jaye hai jo ishq ka mauka asli parwana

o balma o balma

dil tujhpe hai kurban

diwane o mastane

mera husn aaj tujh pe meharban

meri adaye meri shokhiya duniya me mashur

are husn jawani par main apni kyu na hu magrur

meri adaye meri shokhiya duniya me mashur

are husn jawani par main apni kyu na hu magrur

kar du sabko bekabu mere pass aisa jadu

kar du sabko bekabu mere pass aisa jadu

ab is mehfil me rah na sakega

koi bhi mujhse dur

o balma o balma

dil tujhpe hai kurban

diwane o mastane

mera husn aaj tujh pe meharban

Explore this song