Roman script

o bairagi banwasi o bairagi banwasi 
charan ki dasi darsh ki pyasi bairagi banwasi
o bairagi banwasi 
ab naina khol kar dekh re ab naina khol kar 
ab naina khol kar dekh dwar tere chhai puranmasi
o bairagi banwasi 
mai darungi gal baiya tod de mala 
mai darungi gal baiya tod de mala 
mai apna hirdaye bichau fek mrag thala
ho dal dal ki bhabhut raj ta taj de 
tarse kabse ye ang ang ras bhar le 
preet mose kar le preet mose kar le 
preet mose kar le chhod udasi 
preet mose kar le chhod udasi 
o banwasi o banwasi o banwasi

Song details

Song video

Watch on YouTube