Roman script

o babu

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

koi sang rahe preetam ke

koi sang rahe preetam ke, koi rahe akela

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

yahi raup se pyaar kiya fir

tu kyu aankh churaaye

yahi raup se pyaar kiya fir

tu kyu aankh churaaye

ye jaadu ka khel hai babu jo maange mil jaaye

ye jaadu ka khel hai babu jo maange mil jaaye

har panchhi ne sath dhunda

tu kyu ude akela

har panchhi ne sath dhunda

tu kyu ude akela

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

aakar chale na jaaye raja

chale na jaye raja

pyaar ke din rangile

aakar chale na jaaye raja

chale na jaye raja

pyaar ke din rangile

dilwaalo ko mile mohabbat

khade rahe sharmile

dilwaalo ko mile mohabbat

khade rahe sharmile

rup se aankh churaane waale

kis jogi ka chela

rup se aankh churaane waale

kis jogi ka chela

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

o babu aabaad rahega duniya ka ye mela

Explore this song