Roman script

anjaan ho tum jo begaane ho tum jo pahchaane lagte ho kyu

tum gehri nindo me jab soye soye ho to mujhme jagte ho kyu

jab tujhko pataa hai dil muskurata hai kya tujhse hai waasta 

kya tujhme dhundu main kya tujhse chahu main kya kya hai tujhme mera

jaanu na main tujhme mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga

jaanu na main tujhse mera rishta hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga

tujhse taaluk jo nahi kuch mera kyu tu lage hai apno sa

dekhu jo tujhko ek najar jaye bhar mujhme hai mera jo khala

jindagi me khushi tere aane se hai warna jine me ghum har bahaane se hai

hai ye alag baat hai hum mile aaj hai dil tujhe jaanta ek jamaane se hai

jaanu na main tujhme mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga

jaanu na main tujhse mera rishta hai kya  par ajnabi apna mujhe tu laga

aankho ne aankho se kahi daasta tumko banaake raajda

baaho me jannat aa gayi khusnuma tum jo huye ho meharbaa

jism se jism ka yu utaaruf hua ho gaye hum sanam ruh tak aashna

ik sada jo chale do kadam saath me mil gaya hai hame jindagi ka pata

jaanu na main tujhme mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga

jaanu na main tujhse mera rishta hai kya  par ajnabi apna mujhe tu laga

anjaan ho tum jo begaane ho tum jo pahchaane lagte ho kyu

tum gehri nindo me jab soye soye ho to mujhme jagte ho kyu

jab tujhko pataa hai dil muskurata hai kya tujhse hai waasta 

kya tujhme dhundu main kya tujhse chahu main kya kya hai tujhme mera

jaanu na main tujhme mera hissa hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga

jaanu na main tujhse mera rishta hai kya par ajnabi apna mujhe tu laga

Explore this song