Roman script

novel padhan han padhan kaisa laga achha laga 

novel padhan han padhan kaisa laga achha laga 

o panna eksau sat pe mere dil ka hanal hani 

tera kya khyal hai bolo are bolo

ye jo kitab hani badi lajwab hai 

panna eksau solah pe mera jawab hai 

novel padhan han padhan kaisa laga achha laga 

tere is jawab se 

tere is jawab se sare kam ban gaye 

tere is jawab se sare kam ban gaye 

tu meri ho gayi aur hum tere huye

samjh gayi tujhko sanam novel to bhanna tha 

novel ke bahane tujhko hale dil sunana tha

hale dil sunana tha

haal suna han suna kya hoga dungi dawa 

haal suna han suna kya hoga dungi dawa 

de de dawa darde dil ki mera bura hanal hai 

tera kya khyal hai thero baba thero

ye jo kitab hai badi lajwab hai

panna eksau bish pe tera ilaj hai 

novel padhan han padhan kaisa laga achha laga 

btana jo chanhu to dil mera dhadakta hai 

btana jo chanhu to dil mera dhadakta hai 

chupna jo chanhu to dil mera tadapta hai 

keh do meri jaan keh do dil me kuch na rkhna tum 

meri jindgi hai tujh se meri banke rehna tum 

meri banke rehna tum

to kahun han kaho bolu bolu re baba bolo 

to kahun han kaho bolu bolu re baba bolo 

mujhse mujhko chhin le tu shandi ka swaal hai 

tera kya khyal hai bolo baba bolo

panna hai jo aakhri tumne wo hi baat ki 

tera jo sawal hai mera wo jawab hai 

ye jo kitab hai badi lajwab hai 

ye jo kitab hai badi lajwab hai

Explore this song