Roman script

maya ko maya mile kar kar lambe hath 

tulsi das garib ki koi na puche bat 

nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh

dhanwano ke bhagwan 

nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh

jina to raha jina jina to rah jina 

nahi marna bhi aasan 

nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh

naiya hai kinare pe 

kinara nahi milta kinara nahi milta 

nirdhan ko to aasnu bhi udhara nahi milta

udhara nahi milta 

jab tera hi nirbal ko shara nahi milta 

fir inpe daya kaise karega koi insan 

o dhanwano ke bhagwan 

o dhanwano ke bhagwan 

nirdhan ki dasha dekh ho nirdhan ki dasha dekh

le dekh ye majdur chita ko hai taraste 

nirdhan ke liye band hai marne ke bhi raste 

nirdhan ke liye band hai marne ke bhi raste 

haktu hai chita jalti hai chita man me 

magar naina barste 

anjan nahi fir bhi banta hai tu anjan 

o dhanwano ke bhagwan 

o dhanwano ke bhagwan 

nirdhan ki dasha dekh

Explore this song