Roman script

jhooth hoga jo main na kahoon 

pyaar mein pyaar mein main hoon 

rooth ke bhi main teri rahoon pyaar mein main rahoon 

na jaane kab tera hua asar beliya 

dagar teri aave yeh jiya nidar beliya 

nikat tere aai aan sajan laaiyaan laaiyaan 

nikat tere aai aan sajan laaiyaan laaiyaan 

bachne ka koi na aasaar ve jhalli ho gayi jhalli ho gayi 

tere pyaar mein dillagi nahin hai mere yaar yeh

sachi sachi ishq sachi be-shumaar ve 

naam judey yeh tera hi mujhse

main kahoon aur kya 

na jaane kab se tu hua shajar beliya 

dagar teri aave yeh jiya nidar beliya 

nikat tere aai aan sajanlaaiyaan laaiyaan 

nikat tere aai aan sajan laaiyaan laaiyaan 

jhooth hoga jo main na kahoon 

pyaar mein pyaar mein main hoon 

rooth ke bhi main teri rahoon 

pyaar mein main rahoon

Explore this song